Blog post ko SEO friendly kaise banaye in Hindi step-by-step

Blog post ko SEO friendly kaise banaye in Hindi step-by-step:

Agr ap bhi blogger hai to apne seo shabd jrur suna hoga kyunki blogging me is shabd ka istemal bahut jayda kiya jata hai . Agr aap nahi jante ki free blog ya website kaise bnata jata hai to ap hmari ye post padhe internet pr free website kaise bnaye 300mb Movies 300mb movie


Blog post ko SEO friendly kaise banaye in hindi step-by-step
Search Engine Optmization


Aksr blog ka traffic bdhane ya blog se paise kmane ke bare me jante bakt kai new bloggers seo naam ka shabd sun lete hai or bo confuse ho jate hai ki akhir seo hai kiya or apni blog ka seo kaise kare . Aj ki is post me hum isi bare me baat karenge .

Blog post ko SEO friendly kaise banaye in Hindi step-by-step


Sbse pehele baat krte hai ki akhir seo kiya hota hai .

➤Seo kiya hota hai ?


Seo yani search engines optimization (seo

Jiska sidha sidha smbdh search engine se hota hai. 

search engine matlab Google , yahoo , duchduckgo . 
Agr apki blog ya website hai to aap ek baat jrur jante honge ki blog k liye traffic bahut jruri hota hai yani k visitors. Visitors bo log hote hai jo apki blog pr aate hai or ise hi traffic kaha jata hai . 
Ab aapke liye sabse jaruri chiz hai traffic kyunki bina traffic k apki blog zero hai .
Blog or website k liye traffic sabse important hota hai .




Sabhi naye bloggers ko is baat ka pata nahi hota ki traffic kaise bdhaya jata hai or jab bo ye search krte hai ki traffic kaise badhaye to unke samne seo aa jata ki jab tak ap apni blog ka seo nhi krenge tab tak aapka traffic nahi badhega ji haan or ye bilkul sach baat hai . to bas samjh lo ki ise hi seo kaha jata hai or agr isse  bhi jada or gehrai se janna chahate hai ki seo kiya hota hai or ye kaise kaam karta hai to ap hmari niche di gai post jrur pdhe .


Jab maine bhi nayi nayi blogging join ki thi ya kaha jaye ki naya naya blogger bana tha to mujhe bhi seo k bare me jada jankari prapt nhi thi jisse mera traffic na k brabr aata tha to jab maine search kiya ki blog ka traffic kaise badhaye to mujhe kai sari post mili or unme kai sare tarike mile or maine lagbhag har tarike ka istemal kiya or kuch naye tarike bhi istemal kiye ab jo jo tarike mai seo k liye istemal krta hu or jo jo tarike mujhe achhe lagte mai sirf unhe hi share krunga baki faltu ka ek bhi tarika use nahi krunga .


Blog ka seo krne k liye apko jayda kuch nahi krna padta bas apni blog me kuch change krne pdte hai or apki blog ka seo apne aap ho jata hai . Apni blog ka seo kaise kare ki is post ko ab dhiyan se padhe kyunki niche diye gaye steps bahut jruri hai apki blog ya website ka seo krne k liye .


#1. Mobile friendly blog


Blog ka seo karne ke liye sabse jada jruri chiz hoti hai blog ko mobile friendly bnana .


Agr saaf saaf kaha jaye ki ek aisi blog bnana jo mobile me achhi dikhe or achhi tarh se open ho . Blog ko mobile friendly bnane k liye aap niche diye gaye steps follow kre -

#1. use mobile friendly tamplate :-


Agr ap apne blog ko mobile friendly bnana chahate hai to ap hamesha apni blog pr mobile friendly template hi istemal kare . Ajkal kai aise ramplate hai jo mobile friendly hone k sath desktop ko bhi support krte hai matlab ki bo computer me achhi tarh se kaam karenge . 

Agr ap google ka blogger platform use krte hai to ap google pr search kr skte hai ki mobile friendly blogger templates or apke samne bahut se result aa jayenge ap kisi ek website se achha sa template download kr k blog pr use kr skte hai .
Or agr aap wordpress ka use karte hai to newspaper theme ka koi version use kr skte hai .


#2. Page load speed 



Apne ek baat ko notice jarur kiya hoga ki jab bhi ap google pr kuch search krte hai to apko jayda tar bahi website ya blog milte hai jinki load speed bahut kam hoti hai or bo bahut jaldi open ho jaate hai . Or agr ap kisi aisi website pr jate hai jiski page load speed bahut jayda hoti hai to aap hamesha us website se back ho jate hai or naye website pr jate hai .


Ek baat to saaf hai ki jayda page load speed bhi blog or seo k liye thik nahi hoti kisi bhi blog ki speed 3 second honi chahiye matlab ki blog ka link search krne k sirf 3 second baad blog open ho jani chahiye blog ki load speed kam karne ke liye hmare niche diye gaye steps follow kare

#1. Kam images use kre :-



Agr ap apni blog ki load speed ko kam krna chahate hai to ap apni blog me kam images use kre . Jab bhi aap koi blog post likhte hai to kam kam se images ka istemaal kare images ka use bahi kare jaha images ki jrurt ho lekin ha ek post me ek image ka istemaal jarur kare . Jayda images istemaal krne se apki blog ki load speed jayda ho jati hai isliye kam se kam images ka use kare or hamesha low quality ki images ka hi istemaal kare .


#2. Remove extra links :- 



Agr ap apni blog home page me bahut jada links add krte hai to unhe abhi remove kar de kyunki isse bhi apki blog ki speed pr asar padta hai isliye kam se kam links ka istemaal kare .

#3. Kam widgets lgaye :- 



Agr ap apni blog me bahut jayda widgets ka istemal karte hai to isse bhi apke blog ki speed pr asar badta hai . Jayda widget lgane se apki blog open hone me jayda wakt leti hai isliye agr ap apni blog ki load speed kam krna chahate hai to apni blog me kam se kam widget ka istemal kare .

#3.  Don't copy paste


Agr ap apni blog ka seo krna chahte hai to kabhi bhi apni blog me koi bhi post copy kr ke naa dale kyunki agr apne 50 post khud likhi hai or ek post ko bhi copy kiya hai to ye apke blog ke seo ke liye bilkul bhi thik nahi hai kyunki agr galti se bhi google ko is baat ka pata chal gaya ki apne post copy kr ke likhi hai to apki sabhi blog post ko google kabhi bhi google se remove kr skta hai or agr google ko koi or kami apki blog me najar aai to bo apki blog ko hi google se delete kr skta hai isliye kabhi bhi copy krke post na likhe or khaskar tab jab ap apni blog ka seo krne ki soch rahe ho.

#4. Hamesha achha likhe ( write good post )



Blog ka seo krne k liye sabse jaruri chij hai ki hamesha chha likhe matlb ki users k liye likhe . Blog post ka kisi blog ke seo me bahut bada haat hota hai agr apki post sabse alag or sabse achhi hai to apki blog ka 50% seo apne aap hi ho jayega isliye hamesha ek behetar or ek sabse lage or ek achhi post likhe jisse padhne wale ko yani visitors ko maja aa jaye or bo baar baar apki blog pr aye . To agr ap apni blog ka full seo karna chahte hai to hamesha achhi or alag post likhe kyunki apki blog posts hi apka 50% seo kar deti hai .Agr aap nahi jante ki seo friendly post kaise likhi jati hai to maine niche kuchh steps me ye btaya hai ki seo friendly post kaise likhe in steps ko jarur follow kare



#1. Agr ap seo friendly post likhna chahte hai to hamesha post ko sabse alag karke likhe jaisa or log likhte hai unse alag likhne ki koshish kare .

#2. Hamesha badi post likhe isse apki post ka seo bhi ho jata hai or apki rank bhi jaldi ho jati hai .

#3. Hamesha apni post me heading ka use kare jaise h1 h2 h3 isse bhi apki blog ka seo hota hai .

#4 apni blog post me hamesha images ka use kare or jaha pe image ki jarurat pade wahin image ka istemal kre or ek post me kam se kam ek images ka istemal jrur kre .

#5. Use related links :- apni post me post k topic se related links jarur add kare isse apki blog ka seo hone k sath sath apki blog ka traffic bhi badta hai .


#6 . Jab bhi ap koi post likhte hai to usme top keywords ka istemal jarur kare jinhe internet par sabse jada use kiya jata hai jaise kiya , kaise , top , list , ways apni post me aise aise top keywords ka istemal jarur kare isse apki blog ka seo hota hai or apki blog post rank bhi krti hai .


#7. Apni post ke title ka apni blog post me kam se jam 3 se 5 baar jarur istemal kare isse apki post jaldi rank ho jati hai . Or apka traffic bhi badh jata hai .


#5. Creat backlinks 




Agr ap apni blog ka seo karna chahte hai to apni blog k liye hamesha achhe backlinks bnaye backlink se google ko pata chalta hai ki apki blog or blogs se bhi judi hui hai isliye isliye apni blog ke liye jayda se jayda backlinks bnaye or agr ap nahi jante ki backlinks kiya hote hai or ye kaise bnaye jate hai to ap niche wali post padhe back link kiya hote hai or apni blog k liye quality back link kaise bnaye 


#6 creat meta tags



Blog ka seo karne me meta tag ka bahut bada haat hai ye search engine ko btata hai ki apki blog kis topic pr hai or writer kon hai or blog pe kiya kiya dalte hai . Islye apni blog k liye meta tags jrur bnaye agr ap nahi jante ki meta tags kiya hote hai to hmari ye post padhe meta tag kiya hota hai or inhe blog me kaise add kare 


Conclusion :

Is article me humne dekha "Blog post ko SEO friendly kaise banaye in Hindi step-by-step" or humne apne sare tags k uses ko v dekha .

Ummid hai aap v ise follow kre aur apne blog ko jaldi se jaldo google me rank kre.

Agr avi v apko koi problem hai to please app niche Comment box me jroor btaye taaki hum apki help kr skte.

Thank you
Blog post ko SEO friendly kaise banaye in Hindi step-by-step Blog post ko SEO friendly kaise banaye in Hindi step-by-step Reviewed by Mukesh Kumar on August 22, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.